Bata tu, bata
me kaha ja rahi hoon
Ek aarzoo dil mai mere
jagne lagi, jaise subah
Kya ye sahi h?
Meri chahat yahi h
Jana h aage
roke sabhi re
Me bhi rukawat meri
dar h aadat meri
Din h dhalne laga
raat ane ko h
Ye wo , je wo jagah do-rahe ki
jeena mujhe ek zindagi
Waqt chalta raha
Dil bhi sehma sa h
Aag h aakhon mai
dar h udano ka
ladai ye meri
dil se aur mujhse
Paheli mai uljhi hui
Dhagon ne jakda h kyun
Haat no aye wo jawab
Kate jo sare taar
Raasta h ye lamba
Hawa bhi saath na degi
Aankhe bhi hogi num
Barishe se bhi rahat nai milegi
Ghayal bhi ho jana h
Chalte Jana H
No comments:
Post a Comment